Ask Mufti Tariq Masood | 387th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:03 ) Roze mein swimming pool mein nahana?
(2:11 ) Roze mein dakkar ka pani nigal lena?
(3:54 ) Roze ke badlay mein miskeen ko paisay dena?
(5:22 ) Tankhaadar ko zakat dena?
(6:48 ) Zakat ki mad mein rashan dena?
(7:08 ) Company ke paison par zakat ka hukam?
(7:39 ) Namaz aur sadqa logo ko dikha kar karna – iski hudood?
(9:08 ) Roza chhor diya to kaffara ya qaza?
(10:21 ) Sehri kab tak kha sakte hain?
(11:36 ) Sugar level kam ho jaye to roza torna?
(13:38 ) Roze mein injection ya drip lagwana?
(15:39 ) Roze mein bad nazri karna?
(17:37 ) Roze se rukhsat kin logon ko hai?
(19:48 ) Roze mein daant se khoon nikal aye to kya hukam hai?
(21:10 ) Roze mein kaan mein dawa dalna?
(22:41 ) Roze mein surma laga sakte hain?
(23:12 ) Roze mein thanday pani se nahana?
(24:29 ) Roze mein toothpaste karna?
(26:21 ) Khoon dene se roza toot jata hai?
(26:34 ) Roze mein naswar lagana?
(27:05 ) Kya poori duniya ke musalman Ramzan aur Eid aik din mein kar sakte hain?
(29:44 ) Roze mein insulin laga sakte hain?
(29:54 ) Roze mein taqat ka injection lagwana?
(32:22 ) Roze ki halat mein doraan-e-ghusl gharara karna?
(32:54 ) Kya ihtilam se roza toot jata hai?
(33:58 ) Roze mein lipstick laga sakte hain?
(34:41 ) Mareez ka roze ke dauran oxygen lena?
(35:19 ) Haamla aurat ke liye roze ka hukam?
(37:33 ) Roze mein perfume lagana aur sar dard ki dawa soonghna?
(38:37 ) Hawa se mitti halaq mein chali gayi to roze ka hukam?
(39:00 ) Roze mein biwi se bos o kinaar karna?
(39:40 ) Sehri mein kuch zarraat munh mein reh gaye to?
(40:28 ) Dhuwan halaq mein chala gaya to roze ka hukam?
(41:25 ) Roze mein balgham nigal lena – kya hukam hai?
(41:42 ) Dauran-e-roza ayyam shuru ho jayein to?
(42:58 ) Safar mein roze ke ahkam?
(44:37 ) Bhook ki wajah se roza tor dena?
(46:01 ) Roze mein naak mein pani daalna?
(46:30 ) Raat mein ghusl farz ho to sehri ke baad kar sakte hain?
(47:10 ) Dauran-e-safar sehri ka waqt?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.























